Friday, May 30, 2008

Wo mera sath nibhaney ka housla to kare

Ana ki kaid se nikal ker mukabla to kare
Wo mera sath nibhaney ka housla to kare

Kabhi na tootney wala hesaar ban jaoon
Wo meri zaat main rehney ka faisla to karey

Main os ko soonp doon apni muntizer ankhain
Wo meri khooj main janey ka tazkara to karey

No comments: