Main tanhayee pehan-ta hon
Udasi k ujaar angaan main mehroomiyoon k zard patty chunta hon
Meri ankhooon m aik muddat se jug-raty bharay hain'
Mery hontooon pe chispaa h chitakhtii hichkiyaan
Chehryy pe dukhtii hasrateen hain
Main apni zaat m ujray huay gaoon ka mela hon...
Mery yaroo..!!
Tumharya stah reh kr b akaila hon...!!!
Tumhain tuu khud sanwarnaa hai
Tumhari khuahishoon k baam-o-dar pe roshni k phool khilna hain
Tumahin likhna hia apni saans ki garmi se...
Neendoo ka safar nama..
Meri sangaat main mut baithoo...
K..mian pathhar ka mahbas hon
K..main mehroomiyoo k shehr ka basii
Meri kismat..udasi,kum libasi,na-shanasii hai!!
Meri sangaat m mut baitho,mujhy milnay se katraao
Khud apnay dil ko smjhaoo....
Mery nazdeek mut aoo......
Mery dil main andheera hai...
Aur.....
YEH ANDHEERA SIRF MERA HAI...
Wednesday, October 1, 2008
Main Tanhayee PehanTa hon
Labels:
Aazad Nazam,
Dard,
Meri Kahani,
Naseehat,
Payam,
Raaz,
Tanhai,
Udasi
Mukammal bus khuda ki zaat hoti hai!
Usy kehna!
Mukammal kuch nahi hota
Milan bhi na mukamal hai
Judai bhi adhoori hai
Yahan ik mot poori hai!
Usy kehna!
Udasi jub ragoon mein
Khoon ki manind uterti hai
Bohat nuqsan kerti hai!
Usy kehna!
Parindon ki judai pe
Shajar jub baen kerty hein
Bohut baychaen kerty hein!
Usy kehna!
Bisat e ishq mein jab maat hoti hai
Dukhon k shehr mein jab raat hoti hai
Mukammal bus khuda ki zaat hoti hai!
Mukammal kuch nahi hota
Milan bhi na mukamal hai
Judai bhi adhoori hai
Yahan ik mot poori hai!
Usy kehna!
Udasi jub ragoon mein
Khoon ki manind uterti hai
Bohat nuqsan kerti hai!
Usy kehna!
Parindon ki judai pe
Shajar jub baen kerty hein
Bohut baychaen kerty hein!
Usy kehna!
Bisat e ishq mein jab maat hoti hai
Dukhon k shehr mein jab raat hoti hai
Mukammal bus khuda ki zaat hoti hai!
Me Manta hoon apni Haar usay kehna!
Bikhar rahi hay meri zat usay kehna
Kabhi milay to yehi baat usay kehna
Wo sath tha to zamana tha hamsafar mera
Magar ab koi nahi meray sath usay kehna
Usay kehna k bin us kay din nahi kat-ta
Sisik sisik k kat-ti hay raat usay kehna
Usay pukaron k khud hi pohanch jaon us k pass
Nahi rahay wo halaat usay kehna
Agar wo phir bhi na lotay to a meray meherban Qasid
Hamari Zeest k Halaat usay kehna
Har jeet us k naam kar raha hoon me
Me Manta hoon apni Haar usay kehna!
Kabhi milay to yehi baat usay kehna
Wo sath tha to zamana tha hamsafar mera
Magar ab koi nahi meray sath usay kehna
Usay kehna k bin us kay din nahi kat-ta
Sisik sisik k kat-ti hay raat usay kehna
Usay pukaron k khud hi pohanch jaon us k pass
Nahi rahay wo halaat usay kehna
Agar wo phir bhi na lotay to a meray meherban Qasid
Hamari Zeest k Halaat usay kehna
Har jeet us k naam kar raha hoon me
Me Manta hoon apni Haar usay kehna!
Subscribe to:
Posts (Atom)