Teri Salgiraah Per
Ay Meri Jaan
Main Teri Nazar Karta Hon
Apni Be Lous Mohabbaton K
Gulaab saaary
Apni aankhon may uthay
Khwaab saary
Apni Wafaon k rang saary
K Yehi Tohfa hay
Ay Meray Hamsafar
Meray Pas
Teray Liye
Thursday, December 4, 2008
Main yeh Mangta hon har Pal Dua
Main yeh Mangta hon har Pal Dua
Kay Teray Janam Din par
Khuda Paak!
Tujhay who sub kuch Ata karay
Jis ki Tammanna Teray Dil nay Ki,
Har who Khuahish jo teray labon par
Machalti ho
Poori Ho!
Aur teri yeh Roshan Ankhain Sada Chamkain
Teri MAsoom muskurahat
Sada teray labon ka Mehwar ho
Khushiyun say tera daman Hameesha Bhara rahay
Aur Khuda Paak!
Teri Umer Daraz Karain
Ameen
Kay Teray Janam Din par
Khuda Paak!
Tujhay who sub kuch Ata karay
Jis ki Tammanna Teray Dil nay Ki,
Har who Khuahish jo teray labon par
Machalti ho
Poori Ho!
Aur teri yeh Roshan Ankhain Sada Chamkain
Teri MAsoom muskurahat
Sada teray labon ka Mehwar ho
Khushiyun say tera daman Hameesha Bhara rahay
Aur Khuda Paak!
Teri Umer Daraz Karain
Ameen
Pas Na Tha
Ajeeb Saneha Guzra Hai Mujh Pe Aaj Ki Shaam
Main Aaj Shaam Tumhaaray Hijr Mein Udaas Na Tha
Ab Aik Saal To Ye Aik Ghamm Hi Kaafi Hai
Tumhaari Saalgira Par Tumhaaray Paas Na Tha !
Main Aaj Shaam Tumhaaray Hijr Mein Udaas Na Tha
Ab Aik Saal To Ye Aik Ghamm Hi Kaafi Hai
Tumhaari Saalgira Par Tumhaaray Paas Na Tha !
Janam Din Mubarak Ho
tumhare chehray per jo sajay hain
wo phool khushiyoun ke younhi taaza rehein
abad taaq
hayaat noo mein wo rang bhar dein
ke aanay wala har lamha
neyi umangon ka tarjamaan hoo
nayi baaharon ki dastaan ho
wo dastaan jiss ko parh ker dil mein
muhabton ka messurton ka yakeen ho paida
meri duaa hai
tumhari aankhon ke sare sapne
masaal suraj namaaya ho ker
tumhari duniya jugmaggaye.n
masaa maahtaab aor anjam
tumhari hasti ko sajjain
naik tamanaon ke hamraa'h
Janam Din Mubarak Ho
wo phool khushiyoun ke younhi taaza rehein
abad taaq
hayaat noo mein wo rang bhar dein
ke aanay wala har lamha
neyi umangon ka tarjamaan hoo
nayi baaharon ki dastaan ho
wo dastaan jiss ko parh ker dil mein
muhabton ka messurton ka yakeen ho paida
meri duaa hai
tumhari aankhon ke sare sapne
masaal suraj namaaya ho ker
tumhari duniya jugmaggaye.n
masaa maahtaab aor anjam
tumhari hasti ko sajjain
naik tamanaon ke hamraa'h
Janam Din Mubarak Ho
Tohfa -e- Deed
Kash yeh salgirah mujhe
Ek musarrat mazed day jaye
Zindagi ki naveed day jaye
Kash.....
woh aye aur aa kar mujhe
kuch aur nahin
sirf tohfa-e-deed day jay
Ek musarrat mazed day jaye
Zindagi ki naveed day jaye
Kash.....
woh aye aur aa kar mujhe
kuch aur nahin
sirf tohfa-e-deed day jay
Subscribe to:
Posts (Atom)