Koi kaise bikharta hai
Agar ye janna chaho
Koi kaise bikharta hai....
Bikhar k kaise
jeeta hai..!
Chamman mein tum challe jana,
Khizaa'n k sard mOsam mein
Wahan pattOn kO dekhO tum
Ya phir ek aainaa le loO,
Use pathar pe de maroO
Agar mushkil hO ye bhi tO,
Aik phoOl le lena
Hawa k dOsh pe rakhna
To phir tum jaan jaO ge,
Koi kaise bikharta hai.... !!
Agar ye bhi na hO tum se,
To mere paas aajana
Mera deedar kar lena,
khabar ye hO hi jaye gi
Koi kaise bikharta hai..!!
Thursday, April 1, 2010
Tuesday, February 23, 2010
JANAM DIN MUBARIK HO
tumhare chehray per jo sajay hain
wo phool khushiyoun ke younhi taaza rehein
abb taaq
hayaat noo mein wo rang bhar dein
ke aanay wala har lamha
neyi umangon ka tarjamaan hoo
nayi baaharon ki dastaan ho
wo dastaan jiss ko parh ker dil mein
muhabton ka messurton ka yakeen ho paida
meri duaa hai
tumhari aankhon ke sare sapne
masaal suraj namaaya ho ker
tumhari duniya jugmaggaye.n
masaa maahtaab aor anjam
tumhari hasti ko sajjain
naik tamanaon ke hamraa'h
"JANAM DIN MUBARIK HO"
wo phool khushiyoun ke younhi taaza rehein
abb taaq
hayaat noo mein wo rang bhar dein
ke aanay wala har lamha
neyi umangon ka tarjamaan hoo
nayi baaharon ki dastaan ho
wo dastaan jiss ko parh ker dil mein
muhabton ka messurton ka yakeen ho paida
meri duaa hai
tumhari aankhon ke sare sapne
masaal suraj namaaya ho ker
tumhari duniya jugmaggaye.n
masaa maahtaab aor anjam
tumhari hasti ko sajjain
naik tamanaon ke hamraa'h
"JANAM DIN MUBARIK HO"
Subscribe to:
Posts (Atom)