Monday, January 19, 2009

Tujh ko Yaad karNa h

Barishon ke mausam mein

dil buhat chahta hai ..
tere sung chalne ko
tujhse baat karne ko..
teri baat sun'ne ko

dil buhat chahta hai ..

dil ko kaise samjhaein
hum ko zindgi bhar ab,
barishon ke mausam mein
bheegna bhi hai tanhaa
aur tanhaa chalna hai ..

barishon ke mausam mein
tujh ko yaad karna hai !!

No comments: