Friday, January 30, 2009

Ghum se pathar ho gaya

Neend ka halka gulabi sa khumaar aankhon mein tha
Youn laga jaise woh shab ko der tak soya nahin

Jaanta hoon aik aisey shakhs ko main bhi Munir
Ghum se pathar ho gaya lekin kabhi roya nahin

No comments: