Sunday, December 28, 2008

Aaj KaL Mohabbat ke , Qeematain, kahan tk Hain?

Ao Jaanch LaiTy hn, Durd k Tarazu pr
Kis Ka Ghum Kahan tk hy! Shidattain Kahan tk Hain?

Kuch Azeez Logon s PooChna to prTa hy...
Aaj KaL Mohabbat ke , Qeematain, kahan tk Hain?

Aik Shaam, A Jao, KhuL k HaaL -e- DiL keh lain
Kon JaaNy, SaanSo ke, Mohlatain, Kahan tk Hain

No comments: