Sunday, May 25, 2008

Mumkin jo ager hota

Mumkin jo ager hota
hum tumko bhula detay
yaadon ko kafan deker
baywaqt sula daytay
cut girtee zubaan apni
tumko na sada daytay
is dil say teray dil tak
dewaar utha daytay

mumkin jo ager hota....!!
mumkin jo ager hota....!!

No comments: